jhanak jhan ghunghru baja re matwali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
diwani ko kya raina ye ujale ho ya kale
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
bandhi gayi payal se tu sujhe nhi chahe kuch ho
balkhaye ja jumke bandhi gayi payal se tu
sujhe nhi chahe kuch ho balkhaye ja jumke
dam rukta hai to ruk jaaye
chamcham na ruke thokar khaye ja
bichuaa wali jhanak jhan ghunghru baja re matwali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
diwani ko kya raina ye ujale ho ya kale
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
katil yha hai pyar ke tadpi hui jhankar se
pee ke neyan khol de katil yha hai pyar ke
tadpi hui jhankar se pee ke neyan khol de
tu jo mukha se kha na paya ghunghroo bol de
liye ja thumka diye ja tali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
diwani ko kya raina ye ujale ho ya kale
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
ab to teri payal khe mahafil rhe ya tu rhe
lahra ke chal yesi chal ab to teri payal khe
mahafil rhe ya tu rhe lahra ke chal yesi chal
nach diwani yese me kisko
tanman ka gayal kiska jumka kiski bali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
diwani ko kya raina ye ujale ho ya kale
jhanak jhan ghunghru baja re matwali
aye dekho to yaha koi nahi hai
koi bhi nhi pas aa jao na
mere pas aa jao chale aao chale aao
aye dekho to yaha koi nahi hai
koi bhi nhi pas aa jao na
mere pas aa jao chale aao chale aao
raat ye tumhe yha lai hai
kaha kaha hoke aai hai
ab ham hai tanhai hai
dekho na dekho na dekho na sajan
raat ye tumhe yha lai hai
kha kha hoke aai hai
ab ham hai tanhai hai
dekho na dekho na dekho na dekho na
guli lapte buje diye
aise tum jaoge kha
aye dekho to yaha
sach kahti hu koi bhi nahi
kyo state ho mere pas aa jao
chale aao chale aao
tum ne to dekhi hogi duniya bhi
mere jesi koi kya hogi
aashiq bhi mahbuba bhi
aao na aao na aao na
vfa meri ada meri
balma aaoge tum kha
aye dekho to yaha koi nahi hai
koi bhi nhi pas aa jao na
mere pas aa jao chale aao chale aao
aye dekho to yaha
aana to sajani din ko aana
sapanon mein aake sataana na
aana to sajani din ko aana
sapanon mein aake sataana na
are sapanon mein aake sataana na
din ko jab gul khile meri jaan tu mile
din ko jab gul khile meri jaan tu mile
phir ada ka kazaana aake mujhape lutana
par ye guzaarish sunati jaana
sapanon mein aake sataana na
hay aana to sajani din ko aana
sapanon mein aake sataana na
are sapanon mein aake sataana na
dekh le zaalim ye tadapana mera
dekh le zaalim ye tadapana mera
meri nindiya ki chori toone ki o chakori
haay mujhe kar ke deevaana
sapanon mein aake sataana na
hay aana to sajani din ko aana
sapanon mein aake sataana na
are sapanon mein aake sataana na
tere jalave hazaar tu hai jaan-e-bahaar
tere jalave hazaar tu hai jaan-e-bahaar
leke aanchal ki chhainya kahiyo o more sainya
jaagoon to chaahe jo faramaana
sapanon mein aake satana na
hay aana to sajani din ko aana
aana to sajani din ko aana
sapanon mein aake sataana na
mohabbat se tumhen dekhe
magar tum jane kya samje
jo itna bhi nhi samje sanam
to fir tum se khuda samje
mohabbat se tumhen dekhe
magar tum jane kya samje
jo itna bhi nhi samje sanam
to fir tum se khuda samje
lag rha hai har najar pyar bhi hai berukhi bhi
thoda thoda hosh bhi thodi thodi begudi bhi
meri chahat ko na samje hay nada ho tum yese
jane jana fir bta do fir chahu tumhe kaise
mohabbat se tumhen dekhe
magar tum jane kya samje
jo itna bhi nhi samje sanam
to fir tum se khuda samje
bekrari pe hamari kin khayalo me ye gum ho
dekhane do phul jada khubsurt hai ki tum ho
aaj jo cheda es hva ne simat jati hai ye bahe
jane kya hai ye irada jukti jati hai nigahe
mohabbat se tumhen dekhe
magar tum jane kya samje
jo itna bhi nhi samje sanam
to fir tum se khuda samje
mohabbat se tumhen dekhe
magar tum jane kya samje
jo itna bhi nhi samje sanam
to fir tum se khuda samje
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi daru nhi pi pyar kiya
pyar kiya koi daru nhi pi chup chup piyale barna kya
jab pyar kiya to darna kya pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
mai shajada tu shjadi mai sahjada tu sahjadi
piri paras ko aag lagadi mai sahjada tu sahjadi
piri paras ko aag lagadi dil badla hai dal nahi badla
dil badla hai dal nahi badla public se parda karna kya
jab pyar kiya to darna kya pyar kiya koi daru nhi pi
pyar kiya jab pyar kiya to darna kya
baat mohabbat sex nhi mohabbat
par income tax nhi chori karege par to dil ki karege
chori karege par to dil ki karege
tax ki chori karna kya jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi daru nhi pi pyar kiya
jab pyar kiya to darna kya
aa meri janam tuje gumadu dinner khiladu filme dikhadu
aa meri janam tuje gumadu dinner khiladu filme dikhadu
lotri aek rupye ki kafi khun psina karna kya
jab pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
shadi dehradun karenge moon pe hanimun karenge
shadi dehradun karege moon pe hanimun karenge
dharti se chanda dur nhi fir dharti se chanda dur nhi fir
angaar kya telangana kya jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana
malum hai kah rha kya dil na na
sajniya chal kahi le chal kaha kaha
are malum hai kah rha kya dil
are na na sajniya chal kahi le chal
aji kaha kaha pyar ke mastane
jab chal pade diwane manjil kaha ye kon jane
sath hi rah lo saiya rasta anjana
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana
jab hamko chu liya tumne ho ho
sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho
jab hamko chu liya tumne ho ho
sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho
yun lge hai milke tan man me halke halke
jaise tera khumar chhalke
hath jo lagega to chhalkega pemana
ho aa sajan meri aankho me tera hi apsana
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ab to hai hal ye jaane ha ha
bin tere me kahi ka nhi are hai hai
entjar karke tumne to pyar karke
mara hai bekrar karke, main tumhe bahlaugi
tum mujko bahlana
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ho aa sajan meri aakho me tera hi apsana
dur se tera diwana aaya hai ruk jana
ho aa sajan meri aakho me tera hi apsana
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
mahfil saje dolu jidar se, sapni bahke meri najar se
mahfil saje
mahfil saje dolu jidar se, sapni bahke meri najar se
cahu to khud chalke aaye gao
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
khidhki khule muje bulaye, mahlo me hai mere hi saye
khidhki khule
khidhki khule muje bulaye, mahlo me hai mere hi saye
sote jagte sab le mera naam
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
mene java hoto ki lali, akasr hoto se hi curali
mene java
mene java hoto ki lali, akasr hoto se hi curali
sare gulbadan muje karte hai slam
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main
mere liye aati hai syam chanda bhi hai mera gulam
darti se sitaro tak hai mera entjam, raato ka raja hu main